Posts

Haqeeqi aur Kanoni sahabi me fark

💠 *sahaba kiram radhiallaho ajmaeen ke bare me hamara aqidah* 💠 ☘  *Quran me allah tala ne musalmaano ke bare me bataya hai ke un ke 3 darje hai* 🔴1 *sabikon aur awwaloon aur unke muttabaeen* Allah tala sabikon aur awwaloon aur mutabeen ke bare me quran me farmate hai ke woh ansaar aur mohajreen jinhone imaan lane me sabkat hasil ki aur woh log jo inke pairo kaar huvey (yani inhi ke nakshe kadam par chale inke mutabeen rahe) allah unse razi Hua aur who allah se razi huvey.  🏷 *(surah tauba ayat no. 100)* 🔴2 *munafikeen jinke dilon me nafak hai* Yeh woh log hai jo imaan laye magar sirf dikhavey ke liye, inke dill andar se nifaak(munfikat) se bharey huvey hain aur who pakke munafik hai, halanke woh dikhawa karte hain ke who musalmaan hai magar andar se nhi hai, allah tala nabi sallalahu alaihi wasallam se kehte hai ke aye Mohammed aapko inka ilm nhi hai ke kon munafik hai iska ilm allah ko hai.  🏷 *(surah taub...

Qurbani ke kitne din sahi hadis se sabit hai?

Assalamu alaikum warehmtullahi wa barakatuh qurbani ke kull 3 din hai eid ke alawa aur 2 din ⭕hazrat abdullah bin umar radhiallaho anhu ne farmaya qurbani wale din ke baad (mazeed) 2 din qurbani hai. 🏷 *(muwatta imam malik 1774)* ⭕abdullah bin abbas radhiallaho anhu farmate hai ke qurbani ke din ke baad 2 din qurbani hai aur afzal qurbani nehar wale din ki ha. 🏷 *(ahkam ul quran tahavi 1571)* ⭕anas bin malik radhiallaho anhu farmate hai ke qurbani wale din ke baad 2 din qurbani hoti hai. 🏷 *(ahkam ul quran tahavi 1576)* ⭕maula ali alaihissalam farmate hai ke qurbani ke 3 din hai. 🏷 *(ahkam ul quran tahavi 1569)* qurbani ke 4 din wali sari ki sari riwayat zaeef hai is waqt mauka nhi ke unke sare sukan bataye jaye.  ⭕nabi sallalahu alaihi wasallam ne farmaya ke tamam ayyame tashreek qurbani hai. 🏷 *(musnad ahmad 16751 / sahi ibne hibban 3854 )* ayyame tashreek kehte hai zul hijja ki 11,12,13 tarik...

Hadees e ghadeer e Khum par aitrazaat ta tehkeeki jayeza ‼

Image
اَلسَّلَامُ عَلَیّکُمٌ وَرَحٔمَتُہ اللهِ وَبَرَکَاتَه Hadees e ghadeer e Khum par aitrazaat ta tehkeeki jayeza ‼            ﺑِﺴْـــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ Hadees man kuntu maula (jiska maula me uska maula ali) Par kuch log Aitraaz karte hain ke ye zaeef hai اخبرنا محمد بن العلاء حدثنا ابو معاویہ حدثنا الاعمیش عن سعد بن عبیدۃ عن ابن بریدۃ عن ابیہ قال بعثنا رسول اللہ صل اللہ علیہ و سلم... من کنت ولیہ فعلی ولیہ."  Ye  sanad hai isme imaam Amash hain aur imaam Amash imaamul mudalliseen  hain to janaab kafi door tak ki books par  Gaye Magar ye janaab   janaab Ko jam e tirmizi  nahi dikhi kyunki me to amash hai hi nahi 👇 Jam'e tirmizi:- حَدَّثَنَا مُحَمَّدُ بْنُ بَشَّارٍ، حَدَّثَنَا مُحَمَّدُ بْنُ جَعْفَرٍ، حَدَّثَنَا شُعْبَةُ، عَنْ سَلَمَةَ بْنِ كُهَيْلٍ، قَال:‏‏‏‏ سَمِعْتُ أَبَا الطُّفَيْلِ يُحَدِّثُ، ‏‏‏‏‏‏عَنْ أَبِي سَرِيحَةَ أَوْ زَيْدِ بْنِ أَرْقَمَ،‏‏‏‏ عَنِ النَّبِيِّ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْ...

hazrat ayesha r.z ki maviya r.z ke liye dua

Image
🌟 حضرت عائشہ صدیقہؑ کی حضرت امیرِِ شام حضرت امیر معاویہؓ کے لیے دعا 🌟 حدثنا أبو موسى، وهلال بن بشر، قالا: ثنا محمد بن خالد بن عثمة، أخبرني سليمان بن بلال، أخبرني علقمة بن أبي علقمة، عن أمه، عن عائشة، قالت: «ما زال بي ما رأيت من أمر الناس في الفتنة، حتى إني لأتمنى أن يزيد الله عز وجل معاوية من عمري في عمره» ترجمہ "ابو علقمہ اپنی والدہ سے روایت کرتے ہیں حضرت عائشہؑ فرماتی ہیں کہ فتنے کے حوالے سے میں نے جو لوگوں  کا حال دیکھا  اس پر میں فکر مند رہی اس حد تک کہ میری خواہش ہے کہ میری عمر میں سے اللہ تعالی حضرت معاویہؓ کی عمر میں اضافہ کر دے(میری عمر حضرت امیر معاویہؓ کو مل جائے)" فائدہ: اس اثر سے یہ بات ثابت ہوتی ہے کہ فتنوں کے دور میں اکابر صحابہؓ کی نظر میں حضرت امیر معاویہؓ ہی وہ انسان تھے جو امت کو سنبھال سکتے تھے اور حضرت حسنؑ کے حضرت امیر معاویہؓ سے صلح و بیعت کرنے کے بعد حضرت امیر معاویہؓ امت کے لیے بہترین منتظم اور خلیفہ ثابت ہوئے۔اس طرح یہ کہا جا سکتا  ہے کہ حضرت عائشہؑ کی دعا قبول ہوگئی تھی۔ (takat ibne sa'ad) jawab 👇👇 ضعیف-علقمہ بن ابی علقمہ ...

Salatul tasbeeh sahi hadis se sabit hai

> *🌟SALATUT TASBIH Namaz🌟* > > 🔶Abdullah Bin Abbas razi Allaahu anhu se marwi hai ke Rasool Allaah sallallaahu alaihi wasallam ne Hazrat Abbas bin Abdul Muttalib razi Allaahu anhu  se farmaya: > ✨Ae Abbas ! Ae Chacha Jaan!  Kya mai aapko Ek hadiya (tohfa)  na du? > Atia ya tohfa na du? > > Kya mai aapko Dus baat na sikha du. > Jab aap in par amal karenge to Allaah Aap ke agle ,peechle, Qadeem wa Jadeed Khata(gunah), Jaan booj kar, chote Bade, Chipi hui aur Zahiri sab Gunaho ko maaf farmadega. > > ✨Dus baatein ye hai ke- > > 🔹 Aap Chaar rakatein padhein. > 🔹Har Rakat me Aap Surah Fatiha aur Ek Surah padhein. > 🔹Jab Aap pahli rakat me Qirat Se faarigh hojayein aur  Qayam me ho to 15 baar ye Tasbih padhein > 🔹Subhanallaahi walhamdulillaahi wala ilaha illallah wallaahu Akbar. > 🔹Phir Ruku karein aur Halat Ruku me Dus baar yahi tasbi...

Fatiha Khalf ul Imam

💠 *Fatiha Khalf-ul-IMAM* 💠 1⃣surah aeraf ayat no 204 وَ اِذَا قُرِئَ الۡقُرۡاٰنُ فَاسۡتَمِعُوۡا لَہٗ وَ اَنۡصِتُوۡا  لَعَلَّکُمۡ  تُرۡحَمُوۡنَ ✳ Aur jab quran tumhre samne padha jaye toh usey tawajja se suno aur khamosh raho taake tumpe raham kiya jaye. ⭕Quran ki is ayat me allah ne hame kaha hai ke jab bhi quran padha jaye usey khamoshi se sunna chahiye aur usme tawajja karna chahiye phir chahe woh namaz me ho ya gher e namaz. 2⃣ ubadah bin samit radhiallaho anhu se riwa...

Islam me music ki haqeeqat

💠 *ISLAM AUR MUSIC* 💠 islam ek  aisa mazhab hai jisne hame zindagi jeene ka tarika sikhaya aur halal aur haram ko wazeh kar diya, ab jis chiz ko allah aur uske rasul ne haram nhi kaha usko haram karne ke liye wazeh daleel chahiye, ⭕surah al aeraf ayat no 33 قُلۡ  اِنَّمَا حَرَّمَ رَبِّیَ الۡفَوَاحِشَ مَا ظَہَرَ  مِنۡہَا وَ  مَا بَطَنَ وَ الۡاِثۡمَ وَ الۡبَغۡیَ بِغَیۡرِ ا...