Haqeeqi aur Kanoni sahabi me fark
💠 *sahaba kiram radhiallaho ajmaeen ke bare me hamara aqidah* 💠 ☘ *Quran me allah tala ne musalmaano ke bare me bataya hai ke un ke 3 darje hai* 🔴1 *sabikon aur awwaloon aur unke muttabaeen* Allah tala sabikon aur awwaloon aur mutabeen ke bare me quran me farmate hai ke woh ansaar aur mohajreen jinhone imaan lane me sabkat hasil ki aur woh log jo inke pairo kaar huvey (yani inhi ke nakshe kadam par chale inke mutabeen rahe) allah unse razi Hua aur who allah se razi huvey. 🏷 *(surah tauba ayat no. 100)* 🔴2 *munafikeen jinke dilon me nafak hai* Yeh woh log hai jo imaan laye magar sirf dikhavey ke liye, inke dill andar se nifaak(munfikat) se bharey huvey hain aur who pakke munafik hai, halanke woh dikhawa karte hain ke who musalmaan hai magar andar se nhi hai, allah tala nabi sallalahu alaihi wasallam se kehte hai ke aye Mohammed aapko inka ilm nhi hai ke kon munafik hai iska ilm allah ko hai. 🏷 *(surah taub...